Tuesday, May 26, 2009

Main lafzo se kuch bhi izhaar nahi karta,

Main lafzo se kuch bhi izhaar nahi karta,
iska ye matlab nahi ki main tujhse pyar nahi karta,
chahta hu tujhe aaj bhi, par teri soch mein apna waqt barbaad nahi karta...
kahi tamasha na ban jaye ye mohabbat meri, isiliye apne dard ka izhaar nahi karta...
jo kuch hai ussi main khush hu tere liye khuda se takraar nahi karta,
par kuch toh baat hai zalim teri fitrt mein warna tujhe chahne ki khata baar baar na karta

No comments:

Post a Comment