Monday, May 4, 2009

Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo

Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo,
Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo,
Sitam karna hai karo par itna na karo!
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo…

No comments:

Post a Comment