Monday, May 4, 2009

Jab wo teri tarf dekhain

Aye Chand…
Jab wo teri tarf dekhain
Toh unhain kuch yaad delana
Phir chupkey se un k pass jana
Aur kehna….!
Tumhain koi yaad karta hai.
Teri umeed karta hai kohi
Ajj bhi tumhain dekh kar
Eid karta hai koi

No comments:

Post a Comment