Usa chaha tu bohat tha mager woh mila hi nahi
Mari lakh kosas ka bawajood fasla mita hi nahi
Har kisi sa pucha sabab us ka na milna ka
Har kisi na kaha woh tere liya bana hi nahi
Juliyain utha utha kar usa manga tha Rab sa
Aur woh usa mil gya jiss na usa chaha hi nahi
No comments:
Post a Comment