Saturday, June 6, 2009

Nazar mila kar humse nazar chura na lena.

Nazar mila kar humse nazar chura na lena. Dost bana kar hum ko ganva na
dena. maana k hum door hein aap se. isi baat ko bahana bana kar humein
bhula na dena

No comments:

Post a Comment