Sunday, May 3, 2009

Hichkion ka aana ye batata hay

Hichkion ka aana ye batata hay,
Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay,
Dil nahi samajhta magar ye tu such hay,
Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..

No comments:

Post a Comment